सभी डिवाइस को CPU से कैसे जोड़े
How to connect all devices in CPU? (सभी डिवाइस को CPU से कैसे जोड़ें?)
Computer system ko sahi tarike se chalane ke liye sabhi devices ko CPU se connect karna bahut jaruri hota hai. Is process me input devices, output devices aur storage devices ko CPU se joda jata hai.
CPU se devices kaise connect kare?
- Keyboard ko USB port me connect kare.
- Mouse ko USB port me lagaye.
- Monitor ko VGA / HDMI cable se connect kare.
- Printer ko USB ya Wi-Fi ke through connect kare.
- Speaker aur microphone ko audio jack me lagaye.
- Pen drive aur external hard disk ko USB port me connect kare.
Important Tips
Device connect karte samay ye dhyan rakhe ki system band ho ya safe mode me ho. Galat port me cable lagane se device damage ho sakta hai.
Basic Computer se related aur topics ke liye apne सुझाव जरूर दें।
Nice
जवाब देंहटाएं