📚 Free Hindi Computer Education

AL Tech Learn

MS Excel, Word aur Computer Basics, bilkul aasan Hindi mein. Practical sheets ke saath step by step seekho.

🎓 Free Courses

Ek ek lesson order mein padho aur shuruaat se expert tak pahuncho.

Computer Basic Knowledge

Computer ki shuruaati jaankari
  1. Computer Fundamentals
  2. Computer Components
  3. Operating System aur Windows
  4. Keyboard, Mouse aur Typing Jald aa raha hai
  5. File aur Folder Management Jald aa raha hai
  6. Internet aur Email Jald aa raha hai
  7. Office Tools aur PDF Jald aa raha hai
  8. Cyber Security Jald aa raha hai
  9. Final Practical aur Assessment Jald aa raha hai

🧪 Practical Sheets (Real Life)

Office aur interview mein kaam aane wale practical examples.

🔥 Latest Posts

Sabhi Posts Dekho

🏷️ Popular Topics

AL Tech Learn mein aapka swagat hai 🙏

Yahan hum technology, basic computer education aur MS Office se jude articles Hindi mein sikhate hain, taaki padhai aur naukri dono mein aapko madad mile.

Hamare Baare Mein
About Us • Contact Us • Privacy Policy • Sitemap
© 2026 AL Tech Learn

सभी डिवाइस को CPU से कैसे जोड़े

How to connect all devices in CPU? (सभी डिवाइस को CPU से कैसे जोड़ें?)



Computer system ko sahi tarike se chalane ke liye sabhi devices ko CPU se connect karna bahut jaruri hota hai. Is process me input devices, output devices aur storage devices ko CPU se joda jata hai.

CPU se devices kaise connect kare?

  • Keyboard ko USB port me connect kare.
  • Mouse ko USB port me lagaye.
  • Monitor ko VGA / HDMI cable se connect kare.
  • Printer ko USB ya Wi-Fi ke through connect kare.
  • Speaker aur microphone ko audio jack me lagaye.
  • Pen drive aur external hard disk ko USB port me connect kare.

Important Tips

Device connect karte samay ye dhyan rakhe ki system band ho ya safe mode me ho. Galat port me cable lagane se device damage ho sakta hai.


Basic Computer se related aur topics ke liye apne सुझाव जरूर दें।

1 टिप्पणी:

If You have any doubt? Please let me know